बिहार की राजकीय पशु,पक्षी,वृक्ष क्या है? क्या आप जानते है?
Namskar hum Bihari hai ! Ispe to hame bahut Garv hai Lekin AAP Apne Bihar ke baare me kya jaante hai Kitna jaante hai! Desh ki tarah harek rajy ka apna rajkiye pashu, pakshi,vriksh aadi hota hai to Wah kya hai?AAP Bihari hone ke naate Apne Bihar ke rajkiye pashu,pakshi or vriksh ke baare me jaante hai?
Agar nahi jaante to aapko Jaan Lena chahiye ho Sakta hai aapko kisi ne ye chees batai nahi ya aapne kabhi padha nahi ! Ye wo cheese hai jo hum harek Bihari Jaan Lena chahiye!
- Bihar ki rajkiye pakshi:-
Bihar ki rajkiye pakshi gouraiya hai! Gauraiya peele or bhure rang me dikhane wali pakshi hai kabhi har Ghar me dikhane wali ye pakshiya aaj lupt Hoti jaa Rahi hai!
- Bihar ka rajkiye pashu:-
Bihar ka rajkiye pashu gaur duniya ka Sabse bada gau jaati ka sadsy hai! Iske Aakar ke Karan ise bhartatiye baisan bhi kaha jaata hai vilupt Hoti jaa Rahi is pashu ko Bihar sarkar ne sanrakshan ke liye rajkiye pashu ka darja diya hai ! Iske gharelu roop ko Mithun bhi kaha jaata hai!
- Bihar ka rajkiye vriksh:-
- Bihar ka rajkiye vriksh:-
Bihar ki rajkiye vriksh peepul hai! Jis ped se 100% oxygen milta hai jis ped ke neeche Mahatma Budh ko jyan ki prapti hui wo vriksh hamare bihar ki rajkiye vriksh hai! Peepul ke vriksh ko hi Pavitra anjee bhi kahte hai!
- Bihar ki rajkiye bhasha:-
Bihar ki rajkiye bhasha hindi Bharat ke kai rajyo ki tarah Bihar ka pehli rajkiye bhasha hindi or dusri Urdu sabhi sarkari Kary inhi bhashao me Hoti hai!
- Pramukh lokgeet:-
Har rajy ki tarah Bihar ka bhi apna lokgeet hai! Har Bihari pariwar me parv,tyohar alag-alag mauko par gaaye jaate hai!
- Lokgeet ke Naam hai:-
1.birha 2.chaitee 3.kajri,sohar
Sohar- bachke janm par Gaya jaata hai
Chaitee- chaitee chait mahina shuru hone par
Kajri- kajri mahila jhula jhul kar gaatee hai!Birha- birha birah se utpan hui hai! Jisme log samajik vedna ko aasani se kah lete hai!
- Bihar ki rajkiye machhli:-
Dusre machhliyo ke viprit ye machhli galpharo ke alawa khas tarah ki sanrachna se sans leti hai! Iske khoobiyo ke Karan hi ise Bihar ki rajkiye machhli ka darja diya Gaya hai!
0 टिप्पणियाँ